Google add

Wednesday, January 15, 2014

Train me Santa ne T.C Se kaha : Mujhe subah 4 baje Ludhiana mein utha dena, agar main na jagu to zabardasti utaar dena. Muje subah interview dena hai."

Subah 8 baje Santa jaga to Ludhiana nikal gaya tha aur Gaadi 🚋 Amritsar pohach rahi thi.

Santa TC ko khub gaaliyaa dene laga..!

Logo ne TC se kaha ke wo apko itni gaaliyaan de raha hai aur aap chup-chap sun rahe hai.

TC :- Wahe guru ki kasam Main ye soch raha hun ki Subah  4 baje jis Sardar ko maine zabardasti utaar diya hai, Woh kitni gaaliyaan de raha hoga.😤😋😁

No comments:

Post a Comment