Google add

Saturday, October 18, 2014

1 raja tha... 
1 din khabarchi ne raja ko bataya, sarakar bilkul apki shakal ka 1 dhobi apke rajya me rahta hai . 
Raja ne aadesh diya, usse bulaya jaye. 
Dhobi darbar me hazir hota hai.
 Raja dhobi ko dekhkar muskuraya aur puchha -
Raja : kya pahle kabhi tumhari mata ji darbar me kaam karti thi ?

Dhobi: Nahi sarkar ! Abba huzur karte they.
ЁЯШЖЁЯШЖЁЯШЖЁЯШЖ

No comments:

Post a Comment